| Status: | ~~ CHANGING MY SELF ~~ |
| Location: | Unknown |
| Friends: | 104 |
About:
````````~~~~~~~~~~~~~ Aaya hoon yaaron dil apna deke
Aankhon mein chehraa kisi ka leke
Voh dil ka qaatil dilbar hamaara
Jiske liye main hua aawaara
Milte hi jisne chooma tha mujhko
Phir na palat ke dekha dobaara
Aur isi liye doston maine faislaa kiya
Ke phir kabhi kisi se pyaar nahin karoonga
Kabhi kisi ladki ko apna dil nahin doonga
(Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega
Har haseen chehre se ab yeh dil darrega
Hum to jaan dekar yunhi mar mite the
Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga) - 2
Aisa zakhm diya hai
Raseele honth, chhalakte gaal
Mastaani chaal buraa kar de haal
Palak bhadke ke dil dhadke
Umar ki uthaan, kadakti kamaal
Qaatil adaa, zaalim hayaa
Mere khudaa, mere khudaa
Shola badan, baheka chaman, magar yaaron
Hum to jaan dekar yunhi mar mite the
Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga
Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega
Har haseen chehre se ab yeh dil darrega
Hum to jaan dekar yunhi mar mite the
Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga
Aisa zakhm diya hai
Raseele honth,
chhalakte gaal,
Mastaani chaal,
buraa kar de haal,
Palak bhadke,
hai,
ke dil dhadke
Umar ki uthaan,
kadakti kamaal,
Qaatil adaa,
zaalim hayaa
Mere khudaa,
o mere khudaaaaaaaaaaaa
Tu jo kahe to taaron mein tujhe lekar chaloon
Tu jo kahe to kadmon mein unhe la daal doon
Seene se lagaake yeh badan kar doon gulaabi
Chehra choom karke main banaa doon aaftaabi
Hey hey, la la la la, la
Hum to jaan dekar tumpe mar mite hain
Kaun pyaar tumse itna karega
Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega
Har haseen chehre se ab yeh dil darrega
Aisa zakhm diya hai
Aaya hoon yaaron dil apna leke
Aankhon mein chehraa kisi ka leke
Koi na koi mera bhi hoga
Yahin pe kahin chhupaa hi hoga````````~~~~~~~~..........MOVIE (AKELE HUM AKELE TUM)
Tu hi haqeeqat khwaab tu
Dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekarari
Tu sukoon tu sukoon
Jaoon main ab jab jiss jagah
Paoon main tujhko uss jagah
Saath hoke na ho tu hai
Rubaroo rubaroo
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Aa tujhe inn baahon mein bhar ke
Aur bhi kar loon main kareeb
Tu juda ho toh lage hai
Aata jaata har pal ajeeb
Iss jahaan mein hai aur na hoga
Mujhsa koi bhi khush naseeb
Tune mujhko dil diya hai
Main hoon tere sabse kareeb
Main hi toh tere dil mein hoon
Main hi toh saanson mein basoon
Tere dil ki dhadkanon mein
Main hi hoon main hi hoon
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Ohhooo…
Kab bhala ab ye waqt guzre
Kuch pata chalta hi nahi
Jabse mujhko tu mila hai
Hosh kuch bhi apna nahi
Uff ye teri palken ghani si
Chaanv inki hai dilnasheen
Ab kise dar dhoop ka hai
Kyunki hain ye mujhpe bicchi
Tere bina na saans loon
Tere bina na main jiyun
Tere bina na ek pal bhi
Reh sakoon reh sakoon
Tu hi haqeeqat khwaab tu
Dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekarari
Tu sukoon tu sukoon
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera... ..........movei . .(TUM MILE)
Tujhe Mein Pyaar Karoon, Aur Itna Pyaar Karoon
Tujhe Mein Pyaar Karoon, Aur Itna Pyaar Karoon
Ke Jab Talak Mein Jiyun Sirf Tere Intezaar Karoon
Tujhe Mein Pyaar Karoon, Aur Itna Pyaar Karoon
Dilon Ki Baat Nahin Janthe, Yeh Sab Zuban Waale
Vafa Ka Jurm Samjhte Hai Yeh Sab Jahaan Waale. .
Agar Yeh Jurm Hai Toh Yeh Jurm Baar Baar Karoon
Ke Jab Talak Mein Jiyun Tere Intezar Karoon
Tujhe Mein Pyaar Karoon, Aur Itna Pyaar Karoon
Tujhe Mein Pyaar Karoon, Aur Itna Pyaar Karoon
Tujhe Mein Pyaar Karoon, Aur Itna Pyaar Karoon
Ke Jab Talak Mein Jiyun Sirf Tere Intezaar Karoon
Tujhe Mein Pyaar Karoon, Aur Itna Pyaar Karoon
Teri Khushi.. Na Ho Shaamil, Voh Phir Khushi..z Kya Hai
Tere.. Bagaair Jo Guzrein, Voh Zindagi Kya.. Hai
Kayi Sadi Mein Tere Pyaar Pe Nisaar Karoon
Ke Jab Talak Mein Jiyun Tere Intezaar Karoon
Tujhe Mein Pyaar Karoon, Aur Itna Pyaar Karoon
Tujhe Mein Pyar Karoon, Aur Itna Pyaar Karoon
Ke Jab Talak Mein Jiyun Sirf Tere Intezaar Karoon
Tujhe Mein Pyaar Karoon, Aur Itna Pyaar Karoon...........movie (1920)
```````````````````~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~
Vaada... Tumse Hai Vaaada.., Hooo Vaada... Tumse Hai Vaaada..
Janmon Ka.. Pyar Ka Dard Ka… Hooo Saathiya...
Vaada... Tumse Hai Vaaada.., Hooo Vaada... Tumse Hai Vaaada..
Janmon Ka.. Pyar Ka Dard Ka… Hooo Saathiya...
Vaada Vaada Vaada Vaada Vaada Vaada Vaada Vaada
Meri Palko Mein, Tere Sapno Ka Dard Hai..
Haaaa….Mere Is Dil Mein Teri Chahat Ka Garm Hai…
Meri Rag Rag Mein Tu Bas Tera Prem Samaya Hai…Samaya Hai…
Meri In Saason Mein Ab Teri Sanson Ki Sargam Bajti Hai…
Vaada... Tumse Hai Vaaada.., Hooo Vaada... Tumse Hai Vaaada..
Janmon Ka.. Pyar Ka Dard Ka… Hooo Saathiya...
Jeena Bhala Kya Is Duniya Se Darr Ke.. Ho...
Yuhi Rakhunga Baahon Mein Tujko Bhar Ke…
Aaa… Tere Sajde Meri Hi Sar Ko Hamesha Jhukaya.. Raha Jhukaya Raha…
Meri Tasveero Pe Bas Teri Rangon Ki Mala Sajti Hai...
Vaada... Tumse Hai Vaaada.., Hooo Vaada... Tumse Hai Vaaada..
Janmon Ka.. Pyar Ka Dard Ka… Hooo Saathiya...
Vaada…………Vaada…………Vaada…………Vaada…………
...................movie(1920)
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~. . . . . . . .. . . . .`. ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~~ ~~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~~ ~~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~~ ~ ~~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~~ ~~ ~ ~~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~~ ~ ~~ ~ ~~ ~ ~ ~~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~~ ~~ ~~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~~~ ~ ~~~ ~~ ~~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~~ ~ ~ ~ ~ ~ ~












Comment Wall
kash13mera7 9 days ago
Yar kahan ho tm nd muskan kahan hy
RAFIK. 19 days ago
Colors are brightening up the scene, the water sprinkling up high, the holi is almost here... so, enjoy!! Happy Holi and good morning have a nyc day :)
Erum. 30+ days ago
change is gud ephraim g....per itna b change na hona k apne dosto ko hi bhool jao...:(
_jab.we.met_ 30+ days ago
INTERESTING FACT ABOUT "FEB 2010" 4MON, 4TUE, 4WED, 4THU, 4FRI, 4SAT, 4SUN. all in a row check d calendar, it comes every 11 yr. I think, I'm d first 2 inform u dear br0 empharimwa...:-). Hehehe:D. T.c. L0ve u:-*. Miss y0u;-(. Gßu:-D.
_jab.we.met_ 30+ days ago
Grrr. . Grrr. . Grrr. .has mat be. . . Sale yaha bandwa baji hai. . Aur t0har hansi chutat ba. . . (b)(b) le dhus, aur hansa band kar. . HahahaHahahaHahahaHahahaHahahaHahahaHahahaHahahaHahahaHahaha. .
_Aiky_ 30+ days ago
YeZ U betEr be cHANge urSELF in2 ImMortal that cAN SEnsE Wat wil hapPEN in2 d fuTure lifE..Just be stroNg and be positivE,enjoy LifE Dear doNt wasTE IT Wit sOmEThINg nOt dEsErvINg..Tke cRE
__sweet-.-tanu__ 30+ days ago
Miscall diya___tumne phone kyu nahi kiya___kanjoos kahin ke
__sweet-.-tanu__ 30+ days ago
Dil dil dil____kuch kahta hai____mann karta hai____tumhe_______hehe kuch nahin______chandu______pyaare_______take care___
The_war 30+ days ago
Lagta hai tera id v hack hogaya... Kon kameena hack karta hai hum logon ka id? Agar o saala mujhe millgaya tho mai usko goli mardonga..
The_war 30+ days ago
Hmmmmm... Theek hai be kamene! Jara smbhalkar rahna. Aur chummalena kam karde warna tera muh bandar jaisa hojayega golimar k. hehehe.Ok? Tc..
_jab.we.met_ 30+ days ago
Kya be daru ki dukan. . . 24x7 tali rhne laga hai kya re. . . Sala tu apun ko ich to bilkul bhul gaya re. . . Jaima aila. . .(b)(b)(b)(b)(b). . Le aur thus le aur ga. . Tali huwa. . Tali huwa. . Hahahaha. . Umah. . Awww. .
_ArLeN_ 30+ days ago
Thanks 4da add -smile-
sehbaaz__ 30+ days ago
Kidhar pi ke pada hai bey... BEWDE =) abey miss u rey kaminey....chal khus reh tu desi marke =)...GBU...KEEP SMILING =) hehehe...TADI.
The_war 30+ days ago
Abe itna lamba profile banaya. Comment karne ko 1 ghanta lagraha hai.Saale chota kar warna goli mardonga...Have a gud day!
The_war 30+ days ago
Theek hi kameene, besharam, behaya... Laanth hai goli mar k=)
Aj_RoCkS 30+ days ago
THANX 4 WISH ME MY BIRTHDAY -MAI YHE DEKHNE AYA THA KITNE FRENZ H JINHE MAI YAD U THANX K TUNE YAD KIYa :)
LuCkYguY. 30+ days ago
Mandir ki ghanti, Arti ki thali, Nadi k kinare suraj ki lali, Jindige me aye khushiyo ki bahar, Apko mubarak ho sankrant ka tyohar. T.c
LuCkYguY. 30+ days ago
Mandir ki ghanti, Arti ki thali, Nadi k kinare suraj ki lali, Jindige me aye khushiyo ki bahar, Apko mubarak ho sankrant ka tyohar. T.c
LuCkYguY. 30+ days ago
Wow awesome prof aur ye saregane me fav. Sngs hai yr kasamse. Wo tu hi haqeeqat to speechless hai.
Sara@khan 30+ days ago
Moon
sehbaaz__ 30+ days ago
Hehehe munwa ye kya likh diya bey meri pf cmnt me dum tha bomb tha riksey ka kiraya km tha nurs me dum nahi tha kbrstan me jagah kam tha abey kitni jagah chahiye tereko =)
STAR_WARS 30+ days ago
Oye moOnwa mai to thak gaya teri profile padte padte.
sehbaaz__ 30+ days ago
Munwa kidhar hai bey zinda bhi hai ki ludhak gaya =) =)
Xx_GoLdEn_GirL_xX 30+ days ago
Gd morning M. Have a nice day.
Xx_GoLdEn_GirL_xX 30+ days ago
Bat mat kro v(